facebook

Gig4U and Delivery Hero

Gig4U pe hum reliable delivery Hero ko delivery gigs aur
customers se connect karte hain.

Types of Delivery Services

Food Delivery
Food Delivery Restaurants se customers ke ghar tak khane ki delivery.
Grocery Delivery
Grocery Delivery Customers ke ghar tak groceries aur zaruri cheezein laana.
E-commerce Delivery
E-commerce Delivery Warehouses se buyers tak online kharidari pahuchana.
Courier Delivery
Courier Delivery Packages aur documents ki shipment aur delivery handle karna.
gig-ke-sath.jpg
Kamaye Gig4U ke sath!

Start karne ke liye 4 asaan steps

Delivery Hero ban’na Gig4U ke saath bahut hi simple hai.

Signup

Signup

Hamare saath sign up karein aur apne delivery journey shuru karein.
Choose your Bike

Choose your Bike

Hamare fleet se alag-alag delivery jarurato ke liye sahi bikes chune.
Complete the Paperwork

Complete the Paperwork

Paperwork process bohot he asaan hai, bike rent karein yu chutkiyo mein.
delivering and earning

Start delivering and earning

Orders ko poora karein aur har successful delivery ke saath apne earnings ko badhate jayein.

Benefits of Working with Gig4u:

Gig4U ke saath delivery Hero ban’ne ke kai fayde:
rent pe special discounts
Affordable Bike
Rentals:
No Bike? No Problem: Gig4u offers affordable weekly bike rental options, ensuring that lack of a personal vehicle does not hinder your ability to work.
bikes ko rent karne ka option
License-Free Riding Options: No License? No Worries: You can avail low-speed bikes, which do not require a license, making it easier for you to start earning without the need for additional paperwork or qualifications.
naukri ki security
Flexible Payment Options: Per Delivery Payment: Get paid for each delivery you complete. Weekly Disbursements: Receive your earnings on a weekly basis, ensuring a steady flow of income.
naukri ke mauke
Flexible Work
Schedules:
Work on Your Terms: Choose from part-time, full-time, or weekend schedules, allowing you to work at your convenience and balance other commitments.

FAQs

1.

  • Eligibility: Koi bhi jo delivery executive ka kaam karna chahta hai, Gig4U ke saath jud kar Delivery Hero ban sakta hai.
  • Minimum Requirements: Aadhar Card: Identity verification ke liye zaroori hai.
    PAN Card: Income verification aur compliance ke liye.
    Current Address Proof: Aapka current address confirm karne ke liye.
  • Work Mode: Aap cycle ya bike dono se delivery kar sakte hain.
  • No Vehicle? No Problem!: Agar aapke paas cycle ya bike nahi hai, to hum aapko EV rent karne mein help karenge, jo cost-effective aur eco-friendly hai.

2.

Gig4U ke saath kaam karne ke fayde:

  • Flexible Payment Options: Weekly payment ka option uplabdh hai, aur aapko har Friday apna payment milta hai.
  • Part-Time aur Full-Time Dono Ke Liye Mauka: Chaahe aap part-time kaam karna chahte ho ya full-time, dono options uplabdh hain.
  • Steady Income Assurance: Chaahe aap part-time kaam karein ya full-time, aapko ek nischit aur regular income ki surety milti hai.
  • Multiple Working Options: Hum kai companies ke saath kaam karte hain. Agar ek company aapko pasand na aaye, to aap dusri company ko choose kar sakte hain.
  • Rider Support Team: Koi bhi dikkat aaye, aapke madad ke liye ek dedicated support team hamesha uplabdh hai.
  • Trusted Brand: Gig4U ek bharosemand aur trusted brand hai jo riders ke liye behtar mauke aur suvidhaon par dhyan deta hai.
  • Time Par Payment: Har Friday ko payment time par milti hai, isliye aapko apne hard-earned paison ke liye kabhi intezaar nahi karna padega.

3.

Haan, Electric Bikes rent ke liye available hain! Hum multiple companies ke saath associated hain jo EV bikes rent par provide karti hain.

EV Rent ke liye kya chahiye:

  • Aadhar Card: Identity verification ke liye.
  • PAN Card: Income verification aur compliance ke liye.
  • Address Proof: Current address confirm karne ke liye.
  • Minimum Deposit: Refundable terms ke saath ek chhota deposit amount.
  • Weekly Rent: Affordable weekly rental charges.

4.

Aapko bas apne documents ke saath EV showroom visit karna hoga. Showroom visit ke baad, sirf 30-45 minutes ke andar aapko bike mil jayegi. Process bilkul fast aur simple hai, taaki aap jaldi se apna kaam shuru kar saken!